Alphaaz
nahi hai meri paas,
Teri koobsurti bayan karne ke liye……………….
Hatana
bhi chahon nazar,
Par tere chehre se hat-ti hi nahi …………………
Kajraaree
nigahon se jo mili, Nigahen hamari
bin kahe hi sab kuch samajh jaati hai ………….
Gulaab
ki pankhuriyaan hai, Ye lab tumhare
Har dard me bhi muskurahat aa jaati hai …….
Tera mera
saath purana hai,
par
har din naya jeena chahta hoon ………….
Yoohin
aakhiri saans tak,
Tera saath nibhana chahta hoon …………….